Mobi Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

UrDu-AdAb - Topics
Create Your Own App Store

* UrDu-AdAb > Topics


Subject: : : Islamic Sharing : : part 2 : :
Replies: 255 Views: 21712
6-<< 2-< 1-> 7->>

01awan01 13.02.12 - 08:10am
y0UffbAt5g0Lj6eTy1JW.jpg *

01awan01 13.02.12 - 08:11am
..uuyLFZsIIZNmF4P8ziT7.jpg *

01awan01 13.02.12 - 08:12am
N1UsMVA50KBHg5EMGPr5.jpg *

01awan01 13.02.12 - 08:13am
..Xxw8DahWWPyGSjuLWE02.jpg *

01awan01 13.02.12 - 08:14am
qrMg4c8PnzkAJ0DoCQ9b.jpg *

01awan01 13.02.12 - 08:15am
..BT3F4oTGwPDbWZEo9NE0.jpg *

01awan01 13.02.12 - 08:15am
1CWIyODrn4G6T0OmUEJE.jpg *

01awan01 13.02.12 - 10:56am
Aaj Kal Log Us Shakhs Ki Batian Karty Hain Jo Chand Par Pohncha Hai,

LAKIN

Main Us Shakhsiyet Ki Pairwi Karta Hu JIS Ne Usi Chand Ko Apni Ungli Ke Ishary Se 2 Tukray Kiya..


Ho Lakh Salam Us AAQA Par Bott Lakho Jis Ne Torr Diye,Dunya Ko Diya Pegham-e-
Sakoo Tofaano Ke Rukh Morr Diye, *

01awan01 13.02.12 - 11:39am
Abu Hurairah Radi allaho anho se rivayat hai ki Rasoollallah (Saw) ne farmaya :

Meri ummat mein bahut chahney waley merey wo log hongey jo mere baad paida hongey unmein se har koi ye khwahish rakhega ki kaash apney gharwalon aur maal sabko sadqa kar de aur mujhko dekh le

Sahih Muslim , 7145 *

01awan01 13.02.12 - 11:49am
Prophet Muhammad (peace be upon him) said:

Religion is very easy, and whoever overburdens himself in his religion will not be able to continue in that way. So you should not be extremists, but try to be near to perfection and receive the good tidings that you will be rewarded.

Sahih Al-Bukhari, Volume 1, Hadith 38 *

01awan01 13.02.12 - 01:03pm
PAISA Kehta hy mujhe hasil karo or sab ko bhulado

WAQT Kehta hy mere peeche chalo, baqi sab ko bhulado

MUSTAKBIL Kehta hy mere lye koshish karo or sab ko bhulado


ALLAH (subhana wa ta'ala)
sirf itna kehta hey k mujhe yaad karo main YE SUB TERE QADMON ME DAAL DUNGA.. *

01awan01 13.02.12 - 05:38pm
Prophet Muhammad (peace and bless of ALLAH be upon him) said:

the best among you is the one who is the best towards his wife -

Hadith Muslim *

01awan01 13.02.12 - 05:46pm
The day I met Islam, I found a power within myself that no man could destroy or take away from me

( Muhammad Ali - The Famous Boxer - ) *

01awan01 14.02.12 - 01:14pm
Nabi Sallallahu Alaihi WaSallam Ne FaRmaya:

Gunah Se Tauba Karne Wala Aisa Hai Goya Us Ne Gunah Kya Hi Nhi

(Ibne Maja, Jild 5 PG 491)~*~ *

01awan01 14.02.12 - 01:27pm
The Prophet (PBUH) said :

There are two blessings which many people lose:
(They are) health and free time for doing good. *

01awan01 14.02.12 - 01:27pm
The Prophet (pbuh) said:

The Hour (End of the world) will not begin until knowledge is taken away and many earthquakes occur.

(Bukhari) *

01awan01 14.02.12 - 01:32pm
Jis Quam Mein Behayai Aati Hai Waha Zina Aata Hai, Aur Jaha Zina Aata Hai Wo Quam Jald Tabah-o-Barbad Ho Jati Hai *

01awan01 14.02.12 - 01:41pm
Every son of Adam makes mistakes, and the best of those who make mistakes are those who repent.

[Tirmidhi] *

01awan01 14.02.12 - 04:34pm
PRAYER MAKES MY HEART RELAX AND COMFORTABLE *

01awan01 16.02.12 - 05:23pm
A heart without the Quran is like a ship without a compass. *

01awan01 16.02.12 - 05:24pm
The Prophet (Sal'Allahu alayhi wa'Sallam) said;

The Muslims are like a body; if one part of the body hurts, the whole body hurts

[Muslim] *

01awan01 16.02.12 - 05:27pm
Dont Be Too Proud Wearing Designer Brands When The Last Thing You Will Be Wearing Is A White Cloth *

01awan01 17.02.12 - 04:46pm
Time is running out so TURN TO ALLAH BEFORE YOUR LIFE ENDS *

01awan01 18.02.12 - 09:59am
Aik Shaks Ne Hazrat ALI (R.A) Se Pucha :

Q: Qareeb Kya Hai?
A: Qayamat Q:
Or Qareeb Ter?
A: Mot

Q: Ajeeb Kya Hai?
A: Duniya
Q: Or Ajeeb Ter?
A: Talib-E-Duniya

Q: Waajib Kya Hai?
A: Toba
Q: Or Wajib Ter?
A: Gunah K Foran Baad Toba

Q: Mushkil Kya Hai?
A: Qabr Main Utarna
Q: Or Mushkil Ter?
A: Amal K Bghair Utarna.

Allah hum sab ko in baton par amal ki Toufiq ataa Farmaye ...

Ameen *

01awan01 18.02.12 - 12:24pm
Embellishing of your soul is much important than decoration of your body. *

sohellll 14.03.12 - 03:43am
zajakAllah mahbub urf awan apka bahot2 sukriya dost hug.GIF u bro i missu. *

sohellll 15.03.12 - 03:09am
I am Aftab But mY real Name Sohel..
Suru Karta Hoon Mai ALLAH ke Naam Se..
YVB1DNF6GM1W1UyXpJuN.gif
Abu Hurairah R.A. se riwayet hai ki Rasulullah S.A.W. ne irshad farmaya : Iman ki 70 se jyada shaakhe ( branches ) hai, unmain sab se Afzal LAILAHA ILLALLAH Ka kehna hai aur Adna shaakh ( branch ) Taklif dene wali Chijo ka Raaste se hataana hai Aur HAYAA Iman ki ek ( Aham ) shaakh ( branch ) hai..( muslim ).. *

sohellll 15.03.12 - 05:49am
Abu Bakr R.A. se riwayet hai ki Rasulullah S.A.W. ne irshad farmaya : Jo sakhs is KALME ko kabul kerle jisko maine apne chachaa ( Abu Talib ) Per ( Unke Inteqal ke Waqt ) pais kiya tha aur unhon ne use Raad
( Rejected ) ker diya tha, woh KALIMA uss sakhs ke liye NAZAAT ( Salvation ) ka zariyaa hai..( Musnad Ahmad ).. *

sohellll 15.03.12 - 06:33am
Abu Hurairah R.A. se riwayet hai ki Rasulullah S.A.W. ne irshad farmaya : APNE IMAN ko TAAZA karte raha karo ! Arz kiya gaya : ae Allah ke Rasullullah S.A.W. ! Hum apne IMAN ko kis tarah TaaZa kare ? Irshad farmaya :
JC4knab0vZzzmMHL8luX.jpg
LAILAHA ILALLAH ko kasrat se kahte raha karo..( Musnad Ahmad, Tabrani, Targib ).. *

sohellll 15.03.12 - 09:24am
Allah Ta'ala ka irshad hai : IMAN walain to wahi hai ki jab Allah Ta'ala ka naam liya jata hai to unke DIL dar jate hai Aur jab Allah Ta'ala ki Aayatain unko Padhker sunayi jati hai to we Aayatain unke IMAN ko QAWI TAR ker deti hai Aur we apne RAB hi per TAWAQQOOL karte hai..( Al - Anfal : 2 ).. *

sohellll 15.03.12 - 09:28am
Jabir ibne - Abdullah R.A. narrates : I heard Rasulullah S.A.W. saying : The best DHIKR ( remembrance of Allah ) is LA ILAHA ILLALLAH. and the best Du'a ( supplication ) is ALHAMDULILLAH ( praise be to Allah )..( Tirmidhi )..

Note :

LA ILAHA ILLALLAH sab se Afzal isliye hai ki saare DIN ka Daar - w - Madaar hi isper hai ! Iske bagair na IMAN sahi hota hai aur na Koi MUSALMAN banta hai ! ALHAMDULILLAH ko Afzal Du'a isliye farmaya gaya ki KARIM ki Tarif ka Matlab SAWAL hi hota hai aur Du'a ALLAH TA'ALA se SAWAL karne ka Naam hai.. *

sohellll 15.03.12 - 12:38pm
Allah Ta'ala ka irshad hai : beshak hum apne Rasulon aur Iman walon ki Duniya ki Zindagi mai bhi Madad karte hai aur Qayaamat ke Din bhi Madad karege jis din Aamaal likhne wale Farishte Gawahi dene Khade honge..
( Al - Mu'min : 51 ).. *

sohellll 15.03.12 - 02:28pm
Allah Ta'ala ka irshad hai : Jo log Iman laaea Aur unhone apne Iman mai Shirq ki Milavat nahi ki, Aman unhi ke liye hai Aur yahi log Hidaayat per hai..
( Al - An'am : 82 ).. *

sohellll 16.03.12 - 01:21am
Allah Ta'ala ka irshad hai : Aur Iman walon ko to Allah Ta'ala hi se Zyaada Muhabbat hoti hai..
( Al - Baqarah : 165 ).. *

sohellll 16.03.12 - 02:58am
Allah Ta'ala ne Rasulullah S.A.W. se irshad farmaya : Aap farma dijiye ke Beshak Meri NANAZ aur Meri her IBAADAT, mera Zinaa aur Marnaa sab kuch Allah Ta'ala hi k liye hai Jo Saare jahaan ke Palnewaale hai..( Al - An'am : 162 ).. *

sohellll 16.03.12 - 03:23am
**** KALIMAH TAYYIBAH ****

******** AHADITH ********

Abu Hurairah R.A. narrates that
Rasulullah S.A.W. said : Iman
(faith) has more than seventy
branches ; the superior most one is saying of LAILAHA ILLALLAH
(There is none worthy of
worship except Allah); and the
inferior most is the removal of
an obstacle from the way ; and
HAYA is a brach of Iman..
( Muslim)..

Note :

The essence of HAYA is that it
restrains a man from evil and
prevents a man from neglecting
the obligations that he owes to
others..
( Riyad - us - Salihin ).. *

sohellll 16.03.12 - 03:28am
Abu Bakr R.A. se riwayet hai ki
Rasulullah S.A.W. ne irshad
farmaya : Jo sakhs is KALME ko
kabul kerle jisko maine apne
chachaa ( Abu Talib ) Per ( Unke
Inteqal ke Waqt ) pais kiya tha aur unhon ne use Raad
( Rejected ) ker diya tha, woh
KALIMA uss sakhs ke liye
NAZAAT ( Salvation ) ka zariyaa
hai..( Musnad Ahmad ).. *

sohellll 16.03.12 - 03:31am
Abu Hurairah R.A. se riwayet hai ki Rasulullah S.A.W. ne irshad farmaya : APNE IMAN ko TAAZA karte raha karo ! Arz kiya gaya : ae Allah ke Rasullullah S.A.W. ! Hum apne IMAN ko kis tarah TaaZa kare ? Irshad farmaya : LA ILAHA ILLALLAH ko kasrat se kahte raha karo..( Musnad
Ahmad, Tabrani, Targib ).. *

sohellll 16.03.12 - 06:07am
_
Abu Hurairah R.A. narrates that Rasulullah S.A.W. said : Whenevers a slave ( of Allah ) says LA ILAHA ILLALLAH sincerely, the doors of the skies are opened ( for it to ascend ) until it reaches the ' Arsh
( Throne of Allah, and is readily accepted ) provided he abstains from major sins..( Tirmidhi )

Note :

IKHLAASH ke sath kehna yeh hai ki isme RIYAA aur NIFAAQ na ho ! KABIRAA gunahon se bachne ki SHART jald KUBUL hone ke liye hai aur agar KABIRAA gunah ke sath bhi kaha jaea to NAFAA aur SAWAAB se uss WAQT bhi Khali nahi..( Mirqat - ul - Mafatih ).. *

sohellll 16.03.12 - 10:59am
Ya 'la ibne - Shaddad R.A. says that my father Shaddad narrated to me in the presence of 'Ubadah ibne - Samit Radiyallahu' anhuma who verified the narration.
He said : We were present with Nabi S.A.W. He inquired : Is there any stranger amongst you, that is, the people of the Book ? We said : No,
O Rasulullah S.A.W ! He then asked us to shut the door and said :

Haath Uthao aur kaho
LA ILAHA ILLALLAH hum ne thodi der Hath Uthaye rakkhe
( aur kalima tayyibah padha ), phir Aap S.A.W. ne apna hath Niche ker liya, phir farmaya :
'ALHAMDULILLAH, ea Allah ! Apne mujeh ye kalima dekar bheja hai aur is ( Kalima ki Tablig ) ka mujeh Huqam farmaya hai, aur is Kalima per JANNAT ka waada farmaya hai, aur Aap Waada Khilaaf nahi hai, iske Baad Rasulullah S.A.W. ne hum se farmaya : KHUSH ho jaao, Allah Ta'ala ne Tumhari Magfirat farma di..
( Musnad Ahmad, Tabarani, Bazzar, Majma - Uz - Zawaid ).. *

sohellll 17.03.12 - 02:46am
Abu Dhar R.A. se riwayet hai ki Nabi e Karim S.A.W. ne irshad farmaya : Jo Banda LA ILAHA ILALLAH kahe Aur Phir usi per uski MOUT aa jaye to wo JANNAT mai jarur jaeaga ! Maine arz kiya : Agarche usne ZINAA kiya ho, Agarche usne CHORI ki ho ? Aap S.A.W. ne irshad farmaya : (HAA) agarche usne ZINAA kiya ho, agarche usne CHORI ki ho ! Phir maine arz kiya : agarche usne ZINAA kiya ho, agarche usne CHORI ki ho ? Aap S.A.W. ne irshad farmaya : agarche usne ZINAA kiya ho, agarche usne CHORI ki ho ! Maine arz kiya : agarche usne ZINAA kiya ho, agarche usne CHORI ki ho ? Aap S.A.W. ne irshad farmaya : agarche usne ZINAA kiya ho, agarche usne CHORI ki ho, Abu Dhar ke ALRRGAM wo JANNAT mai jarur jaeaga ! ( Bukhari )

Note :

Abu Dhar R.A. was surprised that despite such major sins, how could a man enter paradise while justice demanded that he should be subjected to punishment. Hence, Nabi S.A.W. said enphatically to remove his astonishment that despite the disapproval of Abu Dhar, the man will enter paradise ; implying that even though he may have done sins, but because of his IMAN he will turn with repentance and get his sins Forgiven ; or ALLAH will, out of His Infinite Mercy, forgive him and send him to paradise without any punishment or after a punishment. In any case, He will eventually send him to Paradise.( Mu'ariful lladith ).. *

sohellll 17.03.12 - 05:12am
Hudhaifah R.A. se riwayet hai ki Rasulullah S.A.W. ne irshad frmaya : Jis tarah KAPDE ke NAQSH w NIGAAR gis jaate hai aur MAAND pad jaate hai, usi tarah ISLAAM bhi ek jamaane mai MAAND pad jaeaga, yahaan tak ki kisi Sakhs ko yeh ILM tak na rahega ki ROZA kya chij hai aur SADQA w HAZ kya chiz ? Ek Shb aaegi ki QUR'AN sino se UTHA liya jaega aur JAMIN per uski ek AAYAT bhi baki na rahegi ! Alag - Alag Tour per kuch BUDDHE MARD aur kuch BUDDHI AUORTEN reh jaegi jo yeh kahegi ki humne apne BUJURGON se yeh Kalima
LA ILAHA ILLALAH suna tha, isliye hum bhi yeh Kalima padh lete hai ! Hudaifah R.A. ke ird SILAA ne pucha : jab unhe ROJA, SADQA aur HAZ ka bhi ILM na hoga to bhla sirf yeh Kalima unhe kya FAAYDA dega ? Hudaifa R.A. ne uska koi Jawab na diya ! Unhone Tin bar yahi Sawal Duhraaya, her bar Hudaifa R.A. earaaj karte rahe, unke Tisri martaba ( israar ) ke baad frmaya : SILAA ! ye Kalima hi Unko DOZAKH se NAJAAT dilaayega..( Mustadrak Hakim ).. *

sohellll 17.03.12 - 05:12am
Abu Hurairah R.A. se riwayet hai ki Rasulullah S.A.W. ne irshad frmaya : jisne LA ILAHA ILLALLAH kaha, usko yeh Kalima Ek - na - Ek din jarur Faayda dega, ( Najaat dilaayega ), agarche usko Kuch - na - Kuch sajaa pehle Bhugatna pade..
( Bazzar, Tabarani, Targhib ).. *

sohellll 17.03.12 - 04:23pm
Abdullah bin Umar R.A. se riwayet hai ki Rasulullah S.A.W. ne irshad frmaya : Kya mai Tumhe wo wasiyet na bataun jo Nooh A.S. ne apne Bete ko ki thi ? Sahaba R.A. ne arz kiya : jarur bataiye irshad frmaya : Nooh A.S. ne apne Bete ko wasiyet mai frmaya : mere Bete ! Tum ko 2 kaam karne ko wasiyet karta hoon Aur 2 kamon se Rokta hoon ek to mai Tumhe La Ilaha Illallah Ke kehne ka hukam deta hoon, kyon ki agar wo Kalima EK PALDE mai RAKH diya JAEY aur TAMAAM AASMAAN w JAMEEN KO EK PALDE mai RAKH diya JAEY to Kalima wala PALDA ZOOK jaeaga aur agar TAMAAM AASMAAN w JAMEEN ka ek GEHRAA ho jaea, to bhi yeh Kalima is GEHREH ko TOD ker ALLAH TA'ALA tak Pahunch ker rahega
Dusri chij Jiska hukam deta hoon wo SUBHANALLAHIL AZEEM WBIHAMDIHI ka Padhna hai, Kyon ki yeh Tamaam MAKHLOOK ki IBAADAT hai aur isi ki BARQAT se MAKHLOOKAAT ko ROZI di jaati hai aur mai TUM ko 2 BAATON se Rokta hoon SHIRK se aur TAQABBUR se, Kyon ki ye DoNo BURAAIYAAN bande ko ALLAH se door ker deti hai..
( Bazzar, Majma - uz - Zawaid ).. *

sohellll 18.03.12 - 06:11am
Talha ibne - Ubaidullah R.A. se riwayet hai ki Nabi e Karim
S.A.W. ne irshad frmaya : Mai ek aisa Kalima janta hoon, jise aisa sakhs padhe jiski MOUT ka waqt karib ho tou uski ROOH se nikalte waqt is Kalima ki Badoulat jarur RAAHAT paeagi aur wo Kalima uske liye QIYAAMAT ke Din NOOR hoga,
( wo Kalima LA ILAHA ILLALLAH hai )..
UEkgpTVrMrHjMpIvPjmt.jpg
( Abu Ya'la, Majma - uz - Zawaid ).. *

01awan01 18.03.12 - 02:00pm
Jazak ALLAH aftab bhai ALLAH apko jaza de *

01awan01 18.03.12 - 02:02pm
Insan ka kirdaar sandal k darakht jaisa hona chahiye Jo khud par kulhari ki zarb kha kar bhi kulhari ko khushbu say mehka deta he

(HAZRAT ALI (R.A). *

sohellll 18.03.12 - 06:18pm
Anas R.A. se riwayet hai ki Rasulullah S.A.W. ne irshad frmaya : her wo sakhs ZAHANNAM se niklega jisne
LA ILAHA ILLALLAH kahaa hoga aur uske Dil mai ek JOU ke wajan ke barabar bhi Bhalaay hogi yaani IMAN hoga, phir wo sakhs ZAHANNAM se niklega jisne LA ILAHA ILLALLAH kahaa hoga aur uske Dil mai GHANDOOM ke daane ke barabar bhi Khair hogi, yaani IMAN hoga, phir her wo sakhs ZAHANNAM se niklega jisne
LA ILAHA ILLALLAH kahaa hoga aur uske Dil mai ZARRAA barabar bhi Khair hogi..
( Bukhari ).. *

sohellll 19.03.12 - 06:27am
Allah Nd Muhammad s.a.w..
DBjEMoWXyLGuRJ4vqyHV.jpg *** Allah ***
LA ILAHA ILLALLAH..
MUHAMMADUR
RASULULLAH S.A.W._ _.

Subhan Allah nYc pic.. *

sohellll 20.03.12 - 01:32am
Miqdad ibne Aswad R.A. frmate hai ki maine Nabi e Karin
S.A.W. ko yah irshad frmate hue suna : Jameen ki Satah per kisi Shahar, Gaaov, Sehraa ka koi Ghar ya Khema aisa baaki nahi rahega, jahaan Allah Ta'ala Islam ke Kalima ko Dakhil na farma de, maanne wale ko Kalima wala bana ker IZZAT denge, na maanne wale ko ZALIL frmayege, phir we MUSALMANO ke MAATAHAT banker rahega..( Musnad Ahmad ).. *

6-<< 2-< 1-> 7->>


* Reply
* UrDu-AdAb Forum


Search:
topics replies


* UrDu-AdAb

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Create Your Own App Store